7 Jumadil Akhir Yaum e Wisal Sharif of Hazrat Sayyiduna Qasim ibn RasulAllah (صلى الله عليه وعلى آله وسلم)

Qabar Mubarak of Hazrat Sayyiduna Qasim (عَلَيْهِ السَّلَام) ,The First Child of our Beloved Prophet Muhammad (صلى الله عليه وعلى آله وسلم)

‎ 7 Jumadil Akhir Yaum e Wisal Sharif of Hazrat Sayyiduna Qasim ibn RasulAllah (صلى الله عليه وعلى آله وسلم)

of Hazrat Sayyiduna Qasim ibn RasoolAllah (صلى الله عليه وعلى آله وسلم)

” Pyare Nabi (Sallallahu Alaihi Wa Alaehi Wa Sallam) Ki Pehli Aulad e Paak ” Hazrat Qasim (Alaihis Salaam) Yeh Aqa e kareem ( صلى الله عليه وعلى آله وسلم ) Ke Pehle SahabZaade Hai. *Hazrat Qasim Ki Nisbat Se Pyare Nabi Ki Kuniyat “Abu al-Qasim” Huwi.
.
Jab Maula e Kul ( صلى الله عليه وعلى آله وسلم ) Ko Sahaba “Ya Abul-Qasim” (O Father of Qasim) Kehkar Bulate Toh Aap (صلى الله عليه وعلى آله وسلم) Pasand Farmate.
.
Habib e Kareem ( صلى الله عليه وعلى آله وسلم ) Ne Irshad Farmaya “Mere Naam Par Apne Bachoon Ke Naam Rakho ,Par Meri Kuniyat par Apni Kuniyat Na Rakho”.
.
Hazrat Sayyiduna Qasim (عَلَيْهِ السَّلَام) Ki Umr Karib 2 Saal Ki Thi Jab Aap Pardah Farma Gaye. 😔

Musalmano Aao Sarkar Qasim Ki Bargah Mein Essal-e-Sawab (Fateha/Niyaz) Kare.!!
__
Peace be upon you, O Son of the Messenger of Allah.
.
Peace be upon you, O Son of the Prophet of Allah.
.
Peace be upon you, O Son of the most beloved of Allah.
.
(صلى الله عليه وعلى آله وسلم)
(عليه السلام)
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّد

Leave a comment